Home Forums Off Topic Barish ke mausam mein Hyderabad ki yaad aati hai

🌧 Barish ke mausam mein Hyderabad ki yaad aati hai

Danish DM
Member
Posts: 15
🔥 1 Rep
OP2 weeks ago
Yahan to bas garmi hi garmi rehti hai saal bhar. Jab Hyderabad mein pehli barish hoti thi to mitti ki woh khushbu, aur ghar mein garam garam pakode ban jate the. Ab bas photos dekh kar kaam chalata hoon. Abhi wahan mausam kaisa chal raha hai? Koi barish ki photo daalo yaar, dil khush ho jayega.

Login to join the discussion.