Home Forums Shayari & Jokes Funny Shayeri

💬 Funny Shayeri

Imtiyaz Khan
Member
Posts: 16
OP1 week ago
ARZ KIYA HAI Biwi boli, “Aaj shopping pe chalo,” Maine kaha, “Pehle budget toh sambhalo!” Wallet bola, “Bhai mujhe kyun maar rahe ho?” Biwi boli, “Bas chup karo, card nikaalo!” 😂 Subah uth kar socha gym jayenge, Aaj se apne body banayenge. Phir biryani ki khushboo aayi gali se, Hum bole, kal se pakka gym jayenge Padhai karne baithe the bade armaan se, Kitab kholi poore imaan se, Do minute baad aankh lag gayi, Ab sapne bhi aa rahe hain exam ke sawaal ban ke! 😂 Dost bola, “Bhai party kab dega?” Maine kaha, “Jab paisa milega!” Paisa aaya toh bill bhi aa gaya, Ab dost bola, “Chal chai hi pila dega?” ☕😂 Diet ka irada tha bada zabardast, Subah salad khaya, mood tha mast, Shaam ko biryani saamne dekhi, Diet boli, “Main chalti hoon, mera ab yaha kam nai.... Mobile haath mein, charger paas nahi, Battery 2%, koi aas nahi, Allah se bas itni dua ki, “Wi-Fi mil jaye, girlfriend ki zaroorat nahi!” 😂

Login to join the discussion.