OP2 weeks ago
Weekdays to kaam mein busy nikal jate hain lekin weekends sabse mushkil hote hain. Ghar pe hote to koi na koi function, gully cricket ya bas yaaron ke saath baithna ho jata. Yahan akela sa lagta hai Saturday Sunday ko. Aap log weekends kaise spend karte ho pardes mein?
2 weeks ago
shafiullah bhai bilkul samajh sakta hoon, weekend pe hi sabse zyada yaad aati hai ghar ki. Main to yahan ke Hyderabadi group ke saath Sunday chai pe milta hoon, thoda mann halka ho jata hai.
Login to join the discussion.