OP2 weeks ago
Waqt ne sikhaya hai ke chup rehna bhi ek jawab hai,
Har baat ka jawab dena zaroori nahi hota.
Jo apne the woh waqt ke saath badal gaye,
Aur jo begane the woh aaj tak saath khade hain.
2 weeks ago
Bilkul, kabhi kabhi khamoshi hi sabse behtareen jawab hoti hai, waqt sabki haqeeqat dikha deta hai. ❤️
Jo mushkil waqt mein saath khade rahein, asal apne wahi hote hain., Afreen
Login to join the discussion.